Jaun Alia Urdu Poetry
Jaun Alia
WE HAVE BEST COLLECTION OF JAUN ALIA URDU POETRY. WE UPLOAD POETRY ON DAILY BASIS. IF YOU LIKE OUR POETRY THEN PLEASE SUPPORT US AND LEAVE YOUR COMMENT AND SHARE THIS BEAUTIFUL POETRY WITH YOUR FRIENDS. IF YOU WANT TO HD WALLPAPERS AND BACKGROUNDS THEN VISIT OUR SECOND WEBSITE VIPWALLPAPERSPOINT.BLOGSPOT.COM
Jaun Alia
Labon Ka Ye Hai K Rishta Sabhi Se Hai Unka
Bane Na Jis Se Labon Ki Wo Khaar Dil MAin Rahe
Jaun Alia
Apni mehromiaan Chuppate Hain
Hum Ghareebon Ki Aan Baan Hai Kya?
Jaun Alia
Zindagi Aik Fun HAi Lamho Ko
Apne Andaaz Se Gnawaane Ka
Jaun Alia
Hum K Hai Aksar Teri Dastaan Yaksar
Hum Teri Dastaan K The Hi Nahi
Jaun Alia
Mar Gae Khawaab Sub Ki Aankhon K
Her Taraf Gilla Hai Haqeeqat Ka
Jaun Alia
Kitni Wehshat Hai Darmyaan-E-Hajoom
Jis Ko Dekho Gya Huwa Hai Kaheen
Jaun Alia
Hum Sune Aur Sunae Jaate The
Raat Bher Ki Kahaniyan The Hum
Jaun Alia
Juram Main Hum Kamii Kare Bhi Kyon
Tum Saza Bhi To Kam Nahi KArte
Jaun Alia
Gilla Hai Ek Gali Se Shehar-E-Dil Ki
Main Larta Phir Rha Hon SHehr Bhar se
Jaun Alia
Gilla Hai Ek Gali Se Shehar-E-Dil Ki
Main Larta Phir Rha Hon SHehr Bhar se
COMMENTS